Saudi Arabia se aik 32 saal ki baiwa larki, jo zaat se Malik hai, apni zindagi ke naye safar ke liye ek Pakistani larkay ki talaash mein hain. Yeh larki puri tarah se khud-mukhtar hai aur financial taur par kisi bhi cheez ki mohtaj nahi. Unka kehna hai ke unhein aulad nahi hai, magar wo ek mukhlis aur samajhdar insaan ke sath zindagi guzarne ki khwahish rakhti hain.
Larki ne wazeh taur par kaha hai ke wo ghar damad rishta chah rahi hain, jahan larka Saudi Arabia aake unke sath zindagi guzaray. Yeh rishta un larkon ke liye ek behtareen moqa ho sakta hai jo apna mustaqbil secure karna chahte hain aur ek settled zindagi ki talash mein hain.
Unka yeh bhi kehna hai ke unhein paisay ya daulat ki zarurat nahi, sirf ek sacha, wafadar aur imandar Pakistani larka chahiye jo zindagi ke safar mein unka sath nibha sakay.
Yeh rishta khaas taur par un larkon ke liye ek golden chance hai jo ghar damad ban’ne ko tayar hain aur Saudi Arabia jaa kar apna mustaqbil ban’na chahte hain.